We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Woh Jahan (Another Universe)

by rearts records

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $7 USD  or more

     

  • Full Digital Discography

    Get all 4 Black Hour releases available on Bandcamp and save 35%.

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality downloads of Woh Jahan (Another Universe), Live: Volume I, Sins Remain, and Age of War. , and , .

    Purchasable with gift card

      $14.95 USD or more (35% OFF)

     

1.
Heer Di Jaan 02:58
Dil diyan galan dil vich reh gyiaan Kum ker ker k mei kalli reh gyiaan Rohr dittay mei aapne raat din Mei godday gittyan su hunn reh gyiaan Kithay gyi waddi family Udikaan la la k mei akh gyiaan Blood pressure, sugar mere yar ne Goliyan de phakay mar mar rajj gyiaan Oooo heer di jaan Oooo nass gya japan Aye te koi changi gall na hoi Wari teray tay main apni jan Manni-aan hogyi aan hun dadhi mei Pyar ve te tere naal e kerni aan Ooo heer di jaan Ooo nas gya japan Cheeti murr v tabiba Ni te mei mar gyiaan Cheeti murr v tabiba Ni te mei mar gyiaan Ooo heer di jaan Ooo nas gya japan Heer Di Jaan!
2.
Khudko hum is shehar mein rusva na kerenge Ab tak jo hua kheyr ab aesa na kerenge Ta subh shabbe mah mein jaga na kerenge Har morr pe thitken ge na, deewano ki soorat Har darr pe tujhe ja ke pukara na kerenge Nayi subha ho tuluh
3.
Woh Jahan 03:54
Dhundta hun mein jisay woh jahan Milta Nahi Dhaltay soraj ke saye mein Kho gya kahin Naye zameen aik naya asmaan bhe mil jai Naye bashar ka nishaan milta nahi Milta nahi Khada hu kabse mein chehron ke aik jungle mein Tere chehre sa kuch bhe yahan milta nahi Naye zameen aik naya asmaan bhe mil jai Naye bashar ka nishaan milta nahi Milta nahi Kyun rahon mein pareshaan Oh oh oh Oh oh oh Oh oh oh Yahan kuch bhe toh mera nahi Oh oh oh Oh oh oh Oh oh oh
4.
Aye husn e haqiqi noor e azal Tenu waajib te imkaan kahun Tenu khalik zaat qadeem kahun Tenu haadis khalq jahan kahun Tenu mutlaq mehez wajood kahun Tenu almiya ayaan kahun Arvaah nafoos aqool kahun Ashbaa iyaan nehaan kahun Tenu arsh kahun aflaak kahun Tenu naaz naeem janaan kahun Tenu tat jamaad nabaat kahun Haivaan kahun insaan kahun Aye Moallah Aye husn e haqiqi noor e azal Aye Moallah
5.
Meray Khwaab 04:25
Zindagi ki dourr kab tak bhagun mein Kab tak mein chalun saaye ki terha Ik pal to mujhe jeene do zara Jeene so zara Meray khwaab hain us paar, de do mujhko parr mein urrna chahun Sun le yaar, ye pukaar Moula tujhko meri rooh pukaray Ankhon mein chupay nam in taaron ko, behne do zara, behne do zara Louta do mujhe jeene ki waja, jeene ki waja Meray khwaab hain us paar, de do mujhko parr mein urrna chahun Sun le yaar, ye pukaar Moula tujhko meri rooh pukaray
6.
Yeh Aag 03:08
Maar dalo mujhko kar ke isharay Kab tak mein chupta phiron ga tujhsay o pyaray Ab hai yeh mera waqt sunlo tum saray Ab hon ge mein aur tu bas Maar dalo mujhko kar ke isharay Kab tak mein chup chup rahun ga tere saharay Ghut ghut ke kab tak bitaon ga pal yeh saray Ankhon mein liyaay ghum Armano ke choti se basti mein Lag chuki hai aik aag Barh ke palon ga tujhko yeh dil pukaray Hona sakay tujhsay gonjay awaazein Kab tak rokain ge mujhko girte dewaarein Raaz hai aik dil mein dafan Armano ke choti se basti mein Lag chuki hai aik aag Mere dil ke har aik konay mein Lag chuki hai YEH AAG jis kay sholay bhujanay Pyaar jis ke roshni ujala Sath jis ke mujhko hai kab se talaash Par woh mil bhe sakay ga kya
7.
Laut Ja 03:47
Chal mere sath Le chalun tujhko khyalon ke par Dun tujhko woh sab, bin mangay har bar Main he to hun to hun jisko tujhse hai pyar Ik tu he phiray hai zamane k sath Kab tak chalo gae aur Ik din aaoge meri rah pe chal ke Fani iss badan se dhal ke Kerne shuru ik nayi dastaan Hai mujhko ehsas Dunia ki bheer mein, main hun beqarar Aur chahun aesi tanhaiyi Jis mein sirf mein tere pass hun Aur tu mere pass ho Meri zindagi ho aese tamaam Ay khuda dhoondun tujhe mein kahan Basta hun dil mein tere, garr ho woh paak Ay dil laut ja Ay dil maan ja

about

The first Urdu and third overall studio album by Black Hour, Woh Jahan (Another Universe) is a mix of rock n’ roll, progressive tones, and heavy riffs which are both inspired from Eastern and Western melodies.

credits

released February 19, 2021

Hashim Mehmood - Guitars
Tayyab Rehman - Vocals
Salman Afzal - Bass
Daim Mehmood - Drums

Recorded at Fahad Humayun Studios in Islamabad, Pakistan

Mixed and Mastered by Fahad Humayun
Composed by Black Hour

Photography by Bilal Kazi
Album Cover Art by Azeem Hamid

Released, Distributed and Licensed by Rearts

license

all rights reserved

tags

about

Black Hour Pakistan

Black Hour is a progressive/alternative rock band founded in 2007 by guitarist Hashim Mehmood alongside his brother, drummer, Diam Mehmood in Islamabad, Pakistan. Soon after, they were joined by Tayyab Rehman on vocals and Salman Afzal on bass guitars.

contact / help

Contact Black Hour

Streaming and
Download help

Report this album or account

If you like Woh Jahan (Another Universe), you may also like: